Itne Bade Jahan Mein Lyrics – Suman Kalyanpur
Itne bade jaha mein apna bhi koi hota
Hum bhi to muskarate apna use banate
Itne bade jaha mein apna bhi koi hota
Mang me sindur hai ya aag laga di
Pav me payal hai ya zanzir pehna di
Shadi ke parde me ye barbadi rchaye
Aati hai shehnayi se mosam ki sdaye
Haye, mosam ki sdaye
Itne bade jaha mein apna bhi koi hota
Hum bhi to muskarate apna use banate
Itne bade jaha mein
Dhan ka jab talak jaha me raz rahega
Aadmi ka aadmi mohtaz rahega
Lutte hai khof dikhakar lutere
Kyu sahe saitan sa insan ke chehre
Itne bade jaha mein apna bhi koi hota
Hum bhi to muskarate apna use banate
Itne bade jaha mein
Logo ne daulat ko khuda kar hi chhoda
Logo ne daulat ko khuda kar hi chhoda
In sa koi sath juda kar ke hi chhoda
Bich se daulat ki ye diwar gira do
Utho admi ko admi se mila do
Utho admi ko admi se mila do.