Itna To Hua Ae Dil Lyrics – Talat Aziz
Aansoo paththar ki aankho se
Nikalte huye dekha
Phool sukhi huyee sakho pe
Khilate dekha
Meri khamosh mahobaat ka
Udao na mazaa
Maine khwaabo ko haqiqat
Main badalate dekha
Itna to hua ae dil
Ek shakhs ke jaane se
Itna to hua ae dil
Ek shakhs ke jaane se
Bichhade huye milate hain
Bichhade huye milate hain
Kuch dost purane se
Itna to hua ae dil
Ek aag hai jungle ki
Rusvai ka charcha hai
Ek aag hai jungle ki
Rusvai ka charcha hai
Dushman bhi chale aaye
Dushman bhi chale aaye
Milane ke bhahane se
Itna to hua ae dil
Ek shakhs ke jaane se
Bichhade huye milate hain
Bichhade huye milate hain
Kuch dost purane se
Itna to hua ae dil
Roshan huye viraane
Khush ho gayee duniya bhi
Roshan roshan huye viraane
Khush ho gayee duniya bhi
Kuch hum bho sakoon se hain
Kuch hum bho sakoon se hain
Ghar apna janane se
Itna to hua ae dil
Ek shakhs ke jaane se
Bichhade huye milate hain
Bichhade huye milate hain
Kuch dost purane se
Itna to hua ae dil.