Iss Mulakat Ka Maza Lijiye Lyrics – Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Tum pe shauk se, ham yeh nam dur se
Khush ho gayee tabiyat milkar hajur se
Hajur se hajur se hajur se
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Aaj kee rat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Dil kyon taras rahe hain
Nagame baras rahe hain
Nagame baras rahe hain
Toh aisee barsat kaa maja lijiye
Iss mulakat kaa bas maja lijiye
Ishara kar raha hu
Ishara kar raha hu,
Magar mai darr raha hu
Ke dekho rang-e-mehfil
Sambhalo saheb dil
Ishara kar raha hu
Ishara kar raha hu,
Magar mai darr raha hu
Ke dekho rang-e-mehfil
Sambhalo saheb dil
Yeh dil hai teer maana,
Na ban jaye yeh nishana
Bana hain pyar dulha
Pehan khwabon ka sehara
Banee hai prit dulhan dulhan,
Banee hai prit dulhan dulhan
Banee hai prit dulhan dulhan
Banee hai prit dulhan dulhan
Banee hai prit dulhan dulhan
Banee hai prit dulhan
Jama hai dost dushman
Toh majja lijiye, toh majja lijiye
Maja lijiye lijiye lijiye lijiye
Dil kee barat ka majja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Aaj kee rat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Bahut bechain ham hain,
Gajal me sher kam hain
Nahee ustad aaye,
Koyee unako bulaaye
Sunaaye aur kya ab,
Samjah lo meraa matlab
Koyee dhundo bahana,
Bana daalo fasana
Koyee dhundo bahana,
Bana daalo fasana
Agar ham chup rahenge,
Toh saheb kya kahenge
Agar ham chup rahenge,
Toh saheb kya kahenge
Toh majja lijiye
Maja lijiye lijiye lijiye lijiye
Aise halat ka bas majja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Suno suno suno suno
Suno ab waqt kam hain,
Magar jab tak ke dam hain
Suke na taal taalee,
Lagaon taan khalee
Ruko ruko ham aa gaye hain,
Sabhee ghabra gaye hain
Nahee darr kee jarurat,
Sama hai khubsurat
Shuru abb khel hoga,
Dilon ka mel hoga
Toh maja lijiye lijiye lijiye
Khulke har baat ka majja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye
Iss mulakat ka bas maja lijiye.