Iska Naam Jawani Hain Lyrics – Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Jawani haye jawani
Jawani haye jawani
Jawani haye jawani
Jawani haye jawani
Iska naam jawani hain
Isse bach kar rahna ji
Iska naam jawani hain
Isse bach kar rahna ji
Kuchh ho jayega kuchh
Ho jaye to phir na kahna ji
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Iska naam jawani hain
Oye iska kya kahna ji
Iska naam jawani hain
Oye iska kya kahna ji
Isse bach kar rahna to
Phir duniya mein kya rahna ji
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Kahe bhari jawani mein ho
Kahe bhari jawani mein
Hum sab jogi ban jaye
Isse to achha hain
Hum dil ke rogi ban jaye
Rog bura dega dard bada hoga
Dil ka dard maja deta hain
Dard ye haske sahna ji
Dil ka dard maja deta hain
Dard ye haske sahna ji
Isse bach kar rahna to
Phir duniya mein kya rahna ji
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Woh jisne na prem kiya
Kya khak jiya woh duniya mein
Woh jisne na prem kiya
Kya khak jiya woh duniya mein
Pagal premi dub gaye
Prem ki gahre dariya mein
Doob gaye to kya naam raha unka
Par lage ya dube par is
Dariya mein hain bahna ji
Par lage ya dube par is
Dariya mein hain bahna ji
Isse bach kar rahna to
Phir duniya mein kya rahna ji
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Mujh par kya khak asar hoga
Ho tere pyar ke jadu ka
Mujh par kya khak asar hoga
Aaj nahin to kal hoga ye
Ek roz magar hoga
Ye dil dhadkega shola bhadkega
Tu aurat main mard nahin
Hum koi tota maina ji
Tu aurat main mard nahin
Hum koi tota maina ji
Isse bach kar rahna to
Phir duniya mein kya rahna ji
Iska naam jawani hain
Oye iska kya kahna ji
Isse bach kar rahna to
Phir duniya mein kya rahna ji
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o
Aye ji o aye ji o.