Is Tarah Soyi Hain Aankhen Lyrics – Pankaj Udhas
Is tarah soyi hain aankhen
Is tarah soyi hain aankhen
Jaagate sapno ke saath
Is tarah soyi hain aankhen
Jaagate sapno ke saath
Khahishe lipati ho jaise
Bandh darwazo ke saath
Is tarah soyi hain aankhen
Jaagate sapno ke saath
Khahishe lipati ho jaise
Bandh darwazo ke saath
Is tarah soyi hain aankhen
Uske aane ka ghumaan
Raat bhar hota raha hain
Raat bhar raat bhar
Raat bhar hota raha hain
Uske aane ka ghumaan
Aise takrati rahi
Thandi hawa pardo ke sath
Aise takrati rahi
Thandi hawa pardo ke sath
Khahishe lipati ho jaise
Bandh darwazo ke saath
Is tarah soyi hain aankhen
Ek lamhe ka talluk
Umra bhar ka rog hain
Ek lamhe..ek lamhe..
Ek lamhe ka talluk
Umra bhar ka rog hain
Dodate phirate rahoge
Bhagate lamho ke saath
Dodate phirate rahoge
Bhagate lamho ke saath
Khahishe lipati ho jaise
Bandh darwazo ke saath
Is tarah soyi hain aankhen
Ek sannata hain phir bhi
Har taraf ek shor hain
Ek sannata hain..ek sannata..
Ek sannata hain phir bhi
Har taraf ek shor hain
Ek sannata hain phir bhi
Har taraf ek shor hain
Kitane chehate aankh mein
Faile hain aawazo ke saath
Kitane chehate aankh mein
Faile hain aawazo ke saath
Khahishe lipati ho jaise
Bandh darwazo ke saath
Is tarah soyi hain aankhen.