Is Raat Diwali Ye Kaisi Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Is raat diwali ye kaisi
Is raat ujala ye kaisa
Is raat diwali ye kaisi
Ye kaisa ujiyala chhaya hai
Is raat diwali ye kaisi
Ye kaisa ujiyala chhaya hai
Is raat diwali ye kaisi
Ye kaisa ujiyala chhaya hai
Kuchh baat nahi aisi vaisi
Mehman koi ghar aaya hai
Ghar aaya hai
Mehman koi ghar aaya hai
Ye baat to ham bhi jane hai
Mehman koi ghar aaya hai
Ye baat to ham bhi jane hai
Sach baat nahi kyu kahte ho
Ke chand utar kar aaya hai
Ghar aaya hai
Ho ke chand utar kar aaya hai
Ghar aaya hai
Ek jhalak dikhla do hamko
Uski lakh balaye lenge
Uski lakh balaye lenge
Ek jhalak dikhla do hamko
Dil se lakh duvaye denge
Dil se lakh duvaye denge
Jake abhi tum kah do unse
Chand abhi sharmaya hai ji
Chand abhi sharmaya hai ji
To duniya walo jao yaha se
Chand abhi sharmaya hai
Sharmaya hai
Ham jagkar rat bitayenge
Ham dhuni yaha ramayenge
Dhuni yaha ramayenge ham
Jo chand utarkar aaya hai
Wo chand dekh kar jayenge ham
Chand dekh ke jayenge ham
Jake abhi tum kah do unse
Chand abhi alsaya hai ji
Chand abhi alsaya hai ji
To duniya walo jao yaha se
Chand abhi alsaya hai
Alsaya hai
O dekho jaise gagan se utri pari ho
Ham kirne bankar nachenge
Ham tare bankar gayenge
Ham kirne bankar nachenge
Ham tare bankar gayenge
Ye raat nahi phir aane ke
Ham milkar khushi manayenge
Ae chand tere sadke jaye
Jo raat suhani laya hai
Ghar aaya hai
O chand utarkar aaya hai.