Is Paar Ya Us Paar Lyrics – Khokan Chowdhury
Jaaye kaha bach ke koi
Bach ke koi jaaye kaha
Hain yeh gunaho ka sansar
Zulm ki aag jal rahi
Kaisi yeh ruh yaha waha
Jaaye kaha bolo
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Gulshan chup chhayi virani
Khuni khanzar kehta kahani
Gulshan chup chhayi virani
Khuni khanzar kehta kahani
Nafarat ki aandhi
Paap ka samandar
Insaniyat nahin hain
Aadami ke andar
Aadami hee aadami ke hain
Yaha pe zulmo ka sikar
Zulm ki aag jal rahi
Kaisi yeh ruh yaha waha
Jaaye kaha bolo
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Hai yeh moti kaun yeh soche
Behte aansu kaun yeh pohche
Hai yeh moti kaun yeh soche
Aanchal hai suna mann karo ki
Chhin lee kisne aankhon ki jyoti
Kis se kahe kaun sune
Hai yeh lutero ka bazar
Zulm ki aag jal rahi
Kaisi yeh ruh yaha waha
Jaaye kaha bolo
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Samay ki dhara lehre toofani
Sehmi huyi yaade purani
Samay ki dhara lehre toofani
Sehmi huyi yaade purani
Pyar ke mausam
Sapno mein kho gaye
Dard ke riste apno se kho gaye
Jiye koi kaise yaha
Ho jaha na risto ka aadar
Zulm ki aag jal rahi
Kaisi yeh rooh yaha waha
Jaaye kaha bolo
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Jaaye kaha bach ke koi
Bach ke koi jaaye kaha
Hai yeh gunaho ka sansar
Zulm ki aag jal rahi
Kaisi yeh ruh yaha waha
Jaaye kaha bolo
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar.