Is Jahan Mein Koi Bhi Lyrics – Attaullah Khan Esakhelvi
Le gaye woh
Le gaye woh saath woh
Apne zindagi ki rondke
Apna yeh aalam hai unke
Ruth kar jaane ke baad
Jis tarah dehath ke tesh
Tesh no mein din dhale
Ik sukoon de be karaar
Gadi guzar jaane ke baad
Is jahan mein koi bhi
Uske siva apna na tha
Uske siva apna na tha
Haal mera puchhane woh
Bewafa aaya na tha
Is jahan mein koi bhi
Uske siva apna na tha
Haal mera puchhane woh
Bewafa aaya na tha
Is jahan mein koi bhi
Tukde tukde kar diye hai
Kyun meri tasveer ke
Tukde tukde kar diye hai
Kyun meri tasveer ke
Kyun meri tasveer ke
Bezubaan thi is liye kuchh bhi
Aapse maanga na tha
Bezubaan thi is liye kuchh bhi
Aapse maanga na tha
Haal mera puchhane woh
Teri galiyon se hi guzari
Dekhale maiyyat meri
Teri galiyon se hi guzari
Dekhale maiyyat meri
Dekhale maiyyat meri
Baad marne ke bhi maine
Raasta badla na tha
Baad marne ke bhi maine
Raasta badla na tha
Haal mera puchhane woh
Saaye ki manind mere
Saath rehta tha sada
Saaye ki manind mere
Saath rehta tha sada
Saath rehta tha sada
Bichhad kar bhi bewafa
Mujhse kabhi bichhda na tha
Bichhad kar bhi bewafa
Mujhse kabhi bichhda na tha
Haal mera puchhane woh
Muskurake kaanto pe
Chalna pada uske liye
Muskurake kaanto pe
Chalna pada uske liye
Chalna pada uske liye
Varna aise raasto se
Main kabhi guzra na tha
Varna aise raasto se
Main kabhi guzra na tha
Haal mera puchhane woh
Koan tujhko de gaya
Sadiq khazane dard ke
Koan tujhko de gaya
Sadiq khazane dard ke
Sadiq khazane dard ke
Aisi dolat ka to tere
Paas ik paisa na tha
Aisi dolat ka to tere
Paas ik paisa na tha
Haal mera puchhane woh
Sunke mere pyaar ki
Rudaad woh bhi ro diya
Sunke mere pyaar ki
Rudaad woh bhi ro diya
Rudaad woh bhi ro diya
Maine jiski aankh mein
Aansu kabhi dekha na tha
Maine jiski aankh mein
Aansu kabhi dekha na tha
Haal mera puchhane woh
Bewafa aaya na tha
Is jahan mein koi bhi
Uske siva apna na tha
Is jahan mein koi bhi
Uske siva apna na tha.