Is Do Rangi Duniya Mein Lyrics

in

"Is Do Rangi Duniya Mein" Song Details:

Movie: Raj Kanya (1955)
Singer(s):Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Gopal Singh Nepali
Composer(s):Chitragupta Shrivastava
Music Director(s):Chitragupta Shrivastava
Genre(s):Playful
Music Label:© Saregama
Starring:Manhar Desai, Nalini Jaywant, Smriti Biswas, Bipin Gupta, G. M. Vyas, Kumar Sunder

Is Do Rangi Duniya Mein Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Is do rangi duniya mein
Kahi to dhokha khaye
Is do rangi duniya mein
Kahi to dhokha khaye
Are pyar karke ajnabi se
Albeli pachtaye na
Haye ram ye na kaho
Hamse suna jaye na

Phool jaisa rup tera
Pyar ki umar hai
Phool jaisa rup tera
Pyar ki umar hai
Lekin tere dulhe ka
Ghar hai na dar hai
Lekin tere dulhe ka
Ghar hai na dar hai
Jaha piya mera
Wahi pe basera
Jaha piya mera
Wahi pe basera
Ho wahi pe basera
Kaun dulhan hogi
Kaun dulhan hogi
Jo balam ka ghar basaye na
Are pyar karke ajnabi se
Albeli pachtaye na
Haye ram ye na kaho
Hamse suna jaye na

Jab tujhe dekhu rani
Mai to padu soch me
Jab tujhe dekhu rani
Mai to padu soch me
Kab ka angur kaha
Is kauve ki choch me
Kab ka angur kaha
Is kauve ki choch me
Jisne sindur diya
Wahi mera pran piya

lyricsbogie.com
Jisne sindur diya
Wahi mera pran piya
Wahi mera pran piya
Nata laga tumse
Nata laga tumse
Tu zamana mujhe bhaye na
Are pyar karke ajnabi se
Albeli pachtaye na
Haye ram ye na kaho
Hamse suna jaye na

Nari ke liye to uska
Pati bhagwan hai
Nari ke liye to uska
Pati bhagwan hai
Tere pati dev ki to
Duniya hi maidan hai
Tere pati dev ki to
Duniya hi maidan hai
Sukh chahe dukh ho
Pas tera mukh ho
Sukh chahe dukh ho
Pas tera mukh ho
Pas tera mukh ho

Thik hai par mathe ka likha
Koi mitaye na
Haye ram ye na kaho
Hamse suna jaye na
Are pyar karke ajnabi se
Albeli pachtaye na
Haye ram ye na kaho
Hamse suna jaye na.Is do rangi duniya mein
Kahi to dhokha khaye
Is do rangi duniya mein
Kahi to dhokha khaye
Are pyar karke ajnabi se
Albeli pachtaye na
Haye ram ye na kaho
Hamse suna jaye na

Phool jaisa rup tera
Pyar ki umar hai
Phool jaisa rup tera
Pyar ki umar hai
Lekin tere dulhe ka
Ghar hai na dar hai
Lekin tere dulhe ka
Ghar hai na dar hai
Jaha piya mera
Wahi pe basera
Jaha piya mera
Wahi pe basera
Ho wahi pe basera
Kaun dulhan hogi
Kaun dulhan hogi
Jo balam ka ghar basaye na
Are pyar karke ajnabi se
Albeli pachtaye na
Haye ram ye na kaho
Hamse suna jaye na

Jab tujhe dekhu rani
Mai to padu soch me
Jab tujhe dekhu rani
Mai to padu soch me
Kab ka angur kaha
Is kauve ki choch me
Kab ka angur kaha
Is kauve ki choch me
Jisne sindur diya
Wahi mera pran piya

Jisne sindur diya
Wahi mera pran piya
Wahi mera pran piya
Nata laga tumse
Nata laga tumse
Tu zamana mujhe bhaye na
Are pyar karke ajnabi se
Albeli pachtaye na
Haye ram ye na kaho
Hamse suna jaye na

Nari ke liye to uska
Pati bhagwan hai
Nari ke liye to uska
Pati bhagwan hai
Tere pati dev ki to
Duniya hi maidan hai
Tere pati dev ki to
Duniya hi maidan hai
Sukh chahe dukh ho
Pas tera mukh ho
Sukh chahe dukh ho
Pas tera mukh ho
Pas tera mukh ho

Thik hai par mathe ka likha
Koi mitaye na
Haye ram ye na kaho
Hamse suna jaye na
Are pyar karke ajnabi se
Albeli pachtaye na
Haye ram ye na kaho
Hamse suna jaye na.

Is Do Rangi Duniya Mein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.