Insan Kya Jo Kam Lyrics – Mahendra Kapoor
Insan kya
Insan kya jo kam
Kisi or ke na sake
Insan kya
Insan kya jo kam
Kisi or ke na sake
Wo dip kya or koi
Dip na jala sake
Insan kya jo kam
Kisi or ke na sake
Paida sabhi ko ek
Hi bhagwan ne kiya
Chote bade ka farz
To insan ne kiya
Paida sabhi ko ek
Hi bhagwan ne kiya
Chote bade ka farz
To insan ne kiya
Dil ka hi jo gfarib
Ho wo kya amir he
Dil wo hai jisne
Dusro ka dard le liya
Dil wo hai jisne
Dusro ka dard le liya
Wo hi hai bada
Wo hi hai bada
Gair ko bhi jo
Gale laga saka
Insan kya
Insan kya jo kam
Kisi or ke na sake
Insan kya
Hai ek jesi roshni
Sabke liye hai ek si
Chanda ki chandni
Malik sabhi ko dekhta
Hai ek najar se
Kyu hum hi jat pat ki
Hai dekhte kami
Kyu hum hi jat pat ki
Hai dekhte kami
Nadan hai wo
Nadan hai wo jiski
Samjh me ye bhi na sake
Insan kya
Le dekh aaj kaun
Tere kam aa gaya
Tere bujhe chirag
Ko fir se jala gaya
Apne the jo apni ki
Na bund de sake
Jo gair tha wohi tujhe
Amrit pila gaya
Jo gair tha wohi tujhe
Amrit pila gaya
Pathar hai agar
Pathar hai agar ab bhi
Tu ye bhed ma mita sake
Insan kya
Insan kya jo kam kisi
Aur ke na sake
Insan kya.