Ik Chand Ko Hum Bhi Dekhenge Lyrics – Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Jab uska chehra mahkega
Jab uska chehra mahkega
Jab dil ka mausam bahkega
Tab hum bhi kuch kuch bahkegne
Ik chand ko hum bhi dekhenge
Jab uska chehra mahkega
Jab dil ka mausam bahkega
Tab hum bhi kuch kuch bahkegne
Ik chand ko hum bhi dekhenge
Jab hath ki chudi khankhegi
Tab kan ke uske kah denge
Ik chand ko hum bhi dekhenge
Jab sar se pallu dhalkega
Jab dil teji se dhadkega
Tab sine pe sar rakh denge
Ik chand ko hum bhi dekhenge
Jab bahon me wo aayega
Par hotho me chup jayega
Tab ishk ke shole bhadkenge
Ik chand ko hum bhi dekhenge
Jab tale bin kat jayenge
Ye manjar sab hat jayenge
Tab thandi chhav me soyenge
Ik chand ko hum bhi dekhenge
Jab uska chehra mahkega
Jab dil ka mausam bahkega
Tab hum bhi kuchh kuchh bahkegne
Ik chand ko hum bhi dekhenge
Ik chand ko hum bhi dekhenge.