Ik Bagal Lyrics – Piyush Mishra
Ik bagal mein chand hoga
Ik bagal mein rotiyan
Ik bagal mein chand hoga
Ik bagal mein rotiyan
Ik bagal mein neend hogi
Ik bagal mein loriyan
Hum chand pe
Hum chand pe
Roti ki chadar daal ke
So jayenge aur neend se
Aur neend se keh denge
Lori kal sunaane aayenge
Aur neend se
Aur neend se keh denge
Lori kal sunaane aayenge
Ik bagal mein chand hoga
Ik bagal mein rotiyan
Ik bagal mein chand hoga
Ik bagal mein rotiyan
Ik bagal mein neend hogi
Ik bagal mein loriyan
Hum chand pe
Hum chand pe
Roti ki chadar daal ke
So jayenge aur neend se
Aur neend se keh denge
Lori kal sunaane aayenge
Aur neend se
Aur neend se keh denge
Lori kal sunaane aayenge
Ek bagal mein khankhanati
Seepiyan ho jayengi
Ek bagal mein kuch rulati
Siskiyan ho jayengi
Hum seepiyon mein
Hum seepiyon mein
Bhar ke sare
Taare chhoo ke aayenge
Aur siskiyon ko aur siskiyon ko
Gudgudee kar kar ke yun
Behlayenge aur siskiyon ko
Gudgudee kar kar ke yun behlayenge
Hum andheri sikiyon pe
Koi rone aayega
Kohi rone aayega
Hum nagar jo aayega wo
Phir kabhi na jaayega
Wo phor kabhi na jaayega
Nahi tu laayegi
Laayegi toh phir kahaani
Aur kuch ho jayegi
Yaad rakh par koi anhoni
Nahi tu laayegi
Laayegi toh phir kahaani
Aur kuch ho jayegi
Honi aur anhoni ki
Parvaah kisse hai meri jaan
Had se zyada yehi hoga
Ki yahin mar jayenge
Hum maut ko
Hum maut ko sapna bata kar
Mut khadi honge yahin
Aur honi ko
Aur honi ko thenga dikha kar
Khilkhila kar jayenge
Khilkhila kar jayenge
Khilkhila kar jayenge
Khilkhila kar jayenge
Khilkhila kar jayenge.