Ik Baar Hi Jee Bhar Ke Lyrics – Talat Aziz
Ik baar hi jee bhar ke
Saza kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Saza kyun nahin dete
Gar harf e galat hoon
To mita kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Saza kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Ab shiddat e gham se
Mera dum gutne laga hain
Ab shiddat e gham se
Mera dum gutne laga hain
Tu mreshmi zulfo ki
Tu mreshmi zulfo ki
Hawa kyun nahin dete
Tu mreshmi zulfo ki
Hawa kyun nahin dete
Gar harf e galat hoon
To mita kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Moti ho to phir sozne
Misga se piro lo
Moti ho to phir sozne
Misga se piro lo
Aansu ho to daman pe
Aansu ho to daman pe
Gira kyun nahin dete
Aansu ho to daman pe
Gira kyun nahin dete
Gar harf e galat hoon to
Mita kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Saya hoon to phir saath
Na rakhne ka sabab kya
Saya hoon to phir saath
Na rakhne ka sabab kya
Patthar hoon to raste se
Patthar hoon to raste se
Hata kyun nahin dete
Patthar hoon to raste se
Hata kyun nahin dete
Gar harf e galat hoon to
Mita kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Saza kyun nahin dete
Ik baar hi jee bhar ke
Ik baar hi jee bhar ke
Ik baar hi jee bhar ke.