Husnwalo Se Lyrics – Jaani Babu Qawwal, Mubarak Begum
Mohabbat karke sharmana
Yeh aada hai haseeno ki
Aur inki har ada par jaan
De dete hai deewane
Yaha saikdo bite hai
Khasthale deewane
Rahem kis kis pe kare hum
Aur sune kis kis ke afsane
Husnwalo se na milna
Yeh daga dete hai
Husnwalo se na milna
Yeh daga dete hai
Chahne walo ko mitti
Mein mila dete hai
Chahne walo ko mitti
Mein mila dete hai
Husnwalo se na milna
Husnwale hi
Husnwale hi to ulfat ka
Sila dete hai
Husnwale hi to ulfat ka
Sila dete hai
Ishq ko pyar ke andaaz
Sikha dete hai
Ishq ko pyar ke andaaz
Sikha dete hai
Karke barbad hume haste
Hai patthar ke sanam
Karke barbad hume haste
Hai patthar ke sanam
Chhin lete hai khushi de
Ke umar bhar ka gham
Chhin lete hai khushi de
Ke umar bhar ka gham
Dil to le lete hai yeh
Kha ke apne sar ki kasam
In haseeno ke wade bhala
Kya wade hai
Aaj khate hai kasam
Haye aaj khate hai kasam
Kal yeh bhula dete hai
Aaj khate hai kasam kal
Yeh bhula dete hai
Husn se dham se hai
Nadano mohabbat ka chalan
Husn se dham se hai
Nadano mohabbat ka chalan
Husn ke dham se hai
Aabat tumhara gulshan
Husn ke dham se hai
Aabat tumhara gulshan
Ha aa hum na hote na hota
Kabhi do dil ka milan
Hum bhi hai bhigdi huyi
Taqdeer banane wale
Dard dekar tumne insaan
Bana dete hai
Dard dekar tumne insaan
Bana dete hai
Had hai ehshan faromoshi
Ki bhi allah kasam
Had hai ehshan faromoshi
Ki bhi allah kasam
Inse pardo jo karo to hai
Yeh bhi julm sitam
Inse pardo jo karo to hai
Yeh bhi julm sitam
Inko jalwa bhi dikhaye to
Gunhegar hai hum
Sach to yeh hai ke yeh
Hum logo se jalte hai
Kyu ki hum inko bhi
Aaina dikha dete hai
Kyu ki hum inko bhi
Aaina dikha dete hai
Husn wale hi to ulfat
Ka sila dete hai
Husn wale hi to ulfat
Ka sila dete hai
Chahane wale ko deewana
Bana dete hai
Chahane wale ko deewana
Bana dete hai.