Husn E Maghrur Lyrics – Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Husne magrur ne palko
Jhuka rakha hai
Raaz ulfat ka nigaho mein
Chupa rakha hai
Ishq khuddar hai
Wo bhi na juban kholega
Fasla ishq mein dono
Ne bada rakha hai
Yu mile ke mulakat ho na saki
Yu mile ke mulakat ho na saki
Hoth kanpe magar baat ho na saki
Hoth kanpe magar baat ho na saki
Yu mile ke mulakat ho na saki
Yu mile ke mulakat ho na saki
Ho na saki ho na saki
Hoth kanpe magar baat ho na saki
Hoth kanpe magar baat ho na saki
Har nazar ek nayi dastan keh gayi
Har nazar ek nayi dastan keh gayi
Unko sikva hai ke baat ho na saki
Unko sikva hai ke baat ho na saki
Har nazar ek nayi dastan keh gayi
Har nazar ek nayi dastan keh gayi
Dastan keh gayi dastan keh gayi
Unko sikwa hai ke baat ho na saki
Unko sikwa hai ke baat ho na saki
Yeh husn yeh ada yeh
Jawnai yeh bakpan
Jaise bhari bahar ke
Aagosh mein chaman
Chehre pe rango noor ki
Barsi hui ghata
Rangeen si nigah mein
Rangeen sa nasha
Zulfen khule to chum le
Sawan ki badliya
Nazare uthe to raks mein
Aa jaye bijaliya
Yeh phul se hotho pe
Baharo ke fasane
Dhala hai tumhe noor ke
Sanche mein khuda me
Dhala hai tumhe noor ke
Sanche mein khuda me
Noor jalwo ka mehfil
Mein barsa magar
Noor jalwo ka mehfil
Mein barsa magar
Dil ke daman pe barsat ho na saki
Dil ke daman pe barsat ho na saki
Yu mile ke mulakat ho na saki
Yu mile ke mulakat ho na saki
Ho na saki ho na saki
Hoth kanpe magar baat ho na saki
Hoth kanpe magar baat ho na saki
Ke parvane jal gaye
Lo aaj apni aag mein
Deewane jal gaye
Dekha jo range husn
Tabiyat machal gayi
Beikhtiyar aahate dil se nikal gayi
Chhuta jo hath hath
Se sabro karar ka
Ja aage badh ke tham le
Daman bahar ka
Dekho ke kahi hai raat
Ke rahi ne savera
Batke huye dilo ka
Mukadar hai andhera
Batke huye dilo ka
Mukadar hai andhera
Pav utte to gesuye manzil magar
Pav utte to gesuye manzil magar
Raah ki roshni sath ho na saki
Raah ki roshni sath ho na saki
Raah ki roshni sath ho na saki
Har nazar ek nayi dastan keh gayi
Har nazar ek nayi dastan keh gayi
Ji dastan keh gayi
Unko sikwa hai ke baat ho na saki
Unko sikwa hai ke baat ho na saki
Tere siva jahan mein
Koi dusra nahi
Ae husn yeh gurur
Yeh dava baja nahi
Hum kya hai hume dekh tu
Humse nazar mila
Humne kiya hai tumse
Mohabbat se aasna
Patthar ko dard baks
Diya dil bana diya
Chaha tumhe to naaz
Ke kabil bana diya
Hasti ko teri humne
Sanwara saja diya
Jare ko aasman ka
Sitara bana diya
Jare ko aasman ka
Sitara bana diya
Aag uthne se pehle
Hi sharma gayi
Aag uthne se pehle
Hi sharma gayi
Zulf bikhari par raat ho na saki
Zulf bikhari par raat ho na saki
Yu mile ke mulakat ho na saki
Yu mile ke mulakat ho na saki
Ho na saki ho na saki
Hoth kanpe magar
Baat ho na saki
Hoth kanpe magar
Baat ho na saki
Machle hai sare badn
Deewane husn ke
Samjhenge nadan kya
Afsane husn ke
Sabnam hi nahi shola
Sarara bhi hai yeh husn
Ek phul hi nahi hai angara
Bhi hai yeh husn
Nagmo ka charanan bhi
Hai aaho ka taaz bhi
Raato ki bekarari bhi
Khwabo ka raaz bhi
Tauba yeh husn ke
Zara aaram se batihe
Jo samne aaye to dil tham ke baithe
Jo samne aaye to dil tham ke baithe
Baji to yeh jano dil to lagi baar hai
Baji to yeh jano dil to lagi baar hai
Husn ko par kabhi maat ho na saki
Husn ko par kabhi maat ho na saki
Unko sikwa hai ke baat ho na saki
Unko sikwa hai ke baat ho na saki
Unko sikwa hai ke baat ho na saki
Har nazar ek nayi dastan keh gayi
Har nazar ek nayi dastan keh gayi
Ji dastan keh gayi
Unko sikwa hai ke baat ho na saki
Unko sikwa hai ke baat ho na saki.