Husn Lyrics – Anuv Jain
Dekho Dekho Kaisi Baatein Yaha Ki
Hai Saath Par Hai Saath Naa Bhi
Kya Itni Aasaan Hai
Dekho Dekho Jaise Mere Iraade
Waise Kahan Tere Yaha The
Haan Kitni Naadan Main
Mere Husn Ke Ilaawa Kabhi Dil Bhi Maang Lo Na
Haye Pal Mein Main Pighal Jaun Haan
Ab Aisa Na Karo Ke Dil Judna Paaye Wapis
Teri Baaton Se Bikhar Jaun Haan
Maana Zamana Hai Deewana
Issi Liye Tune Na Jaana
Tere Liye Main Kaafi Hoon
Dekho Dekho Ye Zamane Se Thak Kar
Aate Ho Kyun Masoom Bann Kar
Tere Liye Main Kya Hi Hu
Fir Aate Kyun Yaha
Karne Aankhon Mein Ho Baarish
Ab Aaye To Theher Jaao Naa
Aur Puchho Na Zara Mere Din Ke Baare Me Bhi
Bas Itne Mein Sambhal Jaun Haan
Haan Ek Din Kabhi Koi
Jab Bhi Padhe Kahani Teri
Lagta Mujhe Mere Naam Ka
Zikr Kahin Bhi Hoga Nahin
Haan Ohh Main Yahi
Meri Ye Aankhon Mein Aankhon Mein To Dekho
Dekho Ye Dil Ka Haal Kya Hothon Se Hota Na Bayan
Meri Ye Aankhon Mein Aankhon Mein To Dekho
Kaisa Naseeb Hai Mera
Mil Ke Bhi Na Mujhe Mila
Meri Ye Aankhon Mein
Aankhon Me To Dekho
Teri Adhoori Si Wafaa
Maangu Main Maangu Aur Na
Meri Ye Aankhon Mein
Aankhon Me To Dekho
Dekho Dekho Kaisi Kheenchi Lakeere
Chaahe Bhi Dil To Bhi Na Jeete
Main Is Daud Mein Nahi
Dekho Dekho Kaisi Baatein Yaha Ki
Baatein Yahi Dekhu Jaha Bhi
Main Is Daur Se Nahin
देखो देखो कैसी बातें यहाँ की
हैं साथ पर हैं साथ ना भी
क्या इतनी आसान है?
देखो देखो जैसे मेरे इरादे
वैसे कहाँ तेरे यहाँ थे
हाँ कितनी नादान मैं
मेरे हुस्न के इलावा कभी दिल भी माँग लो ना
हाय पल में मैं पिघल जाऊँ हाँ
अब ऐसा ना करो कि दिल जुड़ ना पाए वापिस
तेरी बातों से बिखर जाऊँ हाँ
माना ज़माना है दीवाना
इसलिए तूने ना जाना
तेरे लिए मैं काफी हूँ
देखो देखो यह ज़माने से थक कर
आते हो क्यों मासूम बन कर?
तेरे लिए मैं क्या ही हूँ?
फिर आते क्यों यहाँ
करने आँखों में हो बारिश?
अब आए तो ठहर जाओ ना
और पूछो ना ज़रा मेरे दिन के बारे में भी
बस इतने में संभल जाऊँ हाँ
हाँ एक दिन कभी कोई
जब भी पढ़े कहानी तेरी
लगता मुझे मेरे नाम का
जिक्र कहीं भी होगा नहीं
हाँ मैं यहीं
मेरी यह आँखो में आँखों में तो देखो
देखो यह दिल का हाल क्या
होंठों से होता ना बयान
मेरी यह आँखों में आँखों में तो देखो
कैसा नसीब है मेरा
मिलके भी ना मुझे मिला
मेरी यह आँखों में
आँखों में तो देखो
तेरी अधूरी सी वफ़ा
मांगूँ मैं मांगूँ और ना
मेरी यह आँखों में
आँखों में तो देखो
देखो देखो कैसी खींची लकीरें
चाहे भी दिल तो भी ना जीते
मैं इस दौड़ में नहीं
देखो देखो कैसी बातें यहाँ की
बातें यही देखूँ यहाँ भी
मैं इस दौर से नहीं