Hum se Ka Bhul Huyi Lyrics – Anwar Hussain
Ye saja humka mili
Hum se ka bhul huyi jo
Ye saja humka mili
Ab charo hi taraf band
Hai duniya ki gali
Hum se ka bhul huyi jo
Ye saja humka mili
Dil kisi ka na dhuke
Humne bas itna chaha
Paap se dhur rahe juth
Se abchna chaha
Paap se dhur rahe juth
Se abchna chaha
Uska badla na mila ulti
Churi hum pe chali
Ab charo hi taraf band
Hai duniya ki ghali
Hum se ka bhul huyi jo
Ye saja humka mili
Hum pe ilajaam ye hai
Chor ko kyu chor kaha
Kayu sahi baat kahi kahe
Na kuch aur kaha
Kayu sahi baat kahi kahe
Na kuch aur kaha
Ye hai insaf tera
Wah data ki gali
Ab charo taraf band
Hai duniya ki gali
Hum se ka bhul huyi jo
Ye saja humka mili
Ab to iman dharm ki
Koi kimmat hi nahi
Jaise sach bolne walo
Ki jarurat hi nahi
Jaise sach bolne walo
Ki jarurat hi nahi
Aisi duniya se duniya
Teri veeran bhali
Ab charo hi taraf band
Hai duniya ki gali
Hum se ka bhul huyi jo
Ye saja humka mili
Hum se ka bhul huyi jo
Ye saja humka mili
Tokhre hum ko kabul
Rah kisi ko mil jaye
Hum huye jakmi to kya
Duje ka gushaan khil jaye
Hum huye jakmi to kya
Duje ka gushaan khil jaye
Daag sab hum ko mile
Yaar ko sab phul mile
Daag sab hum ko mile
Yaar ko sab phul kali
Jindgani ki sama
Bhuj ke agar rah jaye
Ye samj lenge ki hum
Aaj kisi kaam aaye
Ye samj lenge ki hum
Aaj kisi kaam aaye
Jyot apni bhuji yaar
Ke jivan me jhale
Jyot apni bhuji yaar
Ke jivan me jhale.