Humko Kisike Gham Ne Maara Lyrics – Ustad Ghulam Ali
Dil ki choton ne kabhi
Chain se rahne na diya
Jab chali sard hawa
Main ne tujhe yaad kiya
Is ka rona nahin
Kyon tum ne kiya dil barbaad
Is ka gham hai ke
Bahut dair mein barbaad kiya
Hum ko kis ke ghum ne mara
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Poochho na sabke saamne
Dil ke lutnay ka sabab
Poochho na sabke saamne
Naam aayega tumhara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Nafraton ke teer khakar
Doston ke shehar main
Nafraton ke teer khakar
Doston ke shehar main
Hum ne kis kis ko pukaara
Yeh kahanai phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kya bataayen pyaar ki
Baazi wafa ki raah mein
Kya bataayen pyaar ki
Baazi wafa ki raah mein
Kaun jeeta kaun haara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara
Kis ne toda dil hamara
Yeh kahani phir sahee
Hum ko kis ke ghum ne mara
Yeh kahani phir sahee.