Humba Leela Lyrics – Abhijeet Bhattacharya, Hariharan, Vinod Rathod
Raaten gayi baatein
Gayi jo bhi hua bhool jaa
Ab tu naye parivesh mein
Duniya nayi phir basa
Sooraj naya nikale agar
Aasaan ho uska safar
Kaate teri vaaris jise
Wo fasalen bo sakta hai
Aur tujhase kuch ho na
Ho ye tujhase ho sakta hai
Hamba lila hamba lilo hamba lile
Chukuma tukuma tukuma
Chukuma chukuma chile
Hamba lila hamba lilo hamba lile
Chukuma tukuma tukuma
Chukuma chukuma chile
Kal kuch bhi ho sakta hai
Pyaar de pyaar le ye ek
Daulat hai tu sabko de sakta hai
Hamba lila hamba lilo hamba lile
Chukuma tukuma tukuma
Chukuma chukuma chile
Aur tujhase kuch ho na
Ho ye tujhase ho sakta hai
Hamba lila hamba lilo hamba lile
Chukuma tukuma tukuma
Chukuma chukuma chile
Hamba lila hamba lilo hamba lile
Sach kah raha hai aye
Bekhabar kar le mera aitbaar
Ye zindagi nemat khuda
Ki milti hai bas ek baar
Yoon hi ise khona nahi
Phir baad mein rona nahi
Saansen teri hain ik ladi
In ko piro sakata hai
Aur tujhase kuch ho na
Ho ye tujhase ho sakta hai
Hamba lila hamba lilo hamba lile
Chukuma tukuma tukuma
Chukuma chukuma chile
Aaj ham hain kal ham nahi
Kal kuch bhi ho sakta hai
Bangalo mein hai mahalon
Mein hai par neend aati nahi
Daulat ka ik saagar
Mila par pyaas jaati nahi
Bhookha hai jo badanaam
Hai santosh mein aaraam hai
Gar chain ho dil mein
Tere dharti pe so sakta hai
Aur tujhase kuch ho na
Ho ye tujhase ho sakta hai
Hamba lila hamba lilo hamba lile
Chukuma tukuma tukuma
Chukuma chukuma chile
Aaj ham hain kal ham nahi
Kal kuch bhi ho sakta hai
Ye aadmi us aadmi
Jaisa nahi hai to kya
Are kuch karne ki taaqat
To hai paisa nahi hai to kya
Jisne kaha sach hi kaha
Ye vaqt na ik sa raha
Kismat kahe mehnat se
Tu har daag dho sakta hai
Aur tujhase kuch ho na
Ho ye tujhase ho sakta hai
Hamba lila hamba lilo hamba lile
Chukuma tukuma tukuma
Chukuma chukuma chile
Aaj ham hain kal ham nahi
Kal kuch bhi ho sakta hai.