Hum Tujhe Dhoond Lenge Lyrics – Anand Bakshi, Mohammed Rafi
Aye parda nasi
Aaj ya to hum nahi ya aaj
Ye parda nahi
Tune surat chhupai tune
Chilman girai
Haye jab kiran mushkurayi
Chandani raat aayi
Chand se tere ghar ka hum
Pata puchh lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Tujhe dhund lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum jami par hai sitaro ki
Khabar rakhte hai
Hum bade wo hai badi
Tej najar rakhte hai
Ye ishk husn ki mahfil ko
Dhund leta hai
Ho dhund leta hai
Ha dhund leta hai
Ye katal hoke bhiye katal hoke bhi
Katil ko dhund leta hai
Ho dhund leta hai
Ha dhund leta hai
Chaman ke phul baharo ko
Dhund lete hai
Chaman ke phul baharo ko
Dhund lete hai
Ke yar yaro ko dhund lete hai
Ho dhund leta hai
Ha dhund leta hai
Sath wade saba ke
Mast kali ghata ke
Jayenge hum chaman mein
Husn ki anjuman mein
Apna dil bulbulo sa
Tera chehra gulo sa
Gul se teri gali ka
Hum pata puch lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Jamana aaj dekhega tamsha
Ek yaha hoga
Hamare ek ishare pe
Jami pe aasma hoga
Najar ka teer nishane ko
Dhund leta hai
Ho dhund leta hai
Ha dhund leta hai
Ye dil ka saj
Ye dil ka saj tarane ko
Dhund leta hai
Ho dhund leta hai
Ha dhund leta hai
Najar uthe to
Najar uthe to najaro ko
Dhund leti hai
Najar uthe to najaro ko
Dhund leti hai
Lahar uthe to kinaro ko
Dhund leti hai
Ho dhund leti hai
Ha dhund leti hai
Saj hum tu tarana
Teer hum tu nishana
Kya hai matlab hamara
Tu samjh le ishara
Besh apna badal ke
Hum koi chal chalke
Tujhse hi tere ghar ka
Rashta puchh lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge
Hum tujhe dhoond lenge…