Hum To Hai Tum Par Dil Se Fida Lyrics – Mohammed Rafi
Hum to hai tum par dil se
Fida yar lelo chahe kasam khuda
Hum to hai tum par dil se
Fida yar lelo chahe kasam khuda
Ham ulfat ke hai adim
Aapke hai diwane
Phir hamse kaho kisliye
Jhuki ankh lage sharmane
Ham ulfat ke hai adim
Aapke hai diwane
Phir hamse kaho kisliye
Jhuki ankh lage sharmane
Thoda to kijiye khyal mera
Hum to hai tum par
Dil se fida yar lelo
Chahe kasam khuda
Mera lut liya raste me
Us din se tera dilwala
Gaya baith tere raste me
Jara mud ke to
Dekho kisi ne pukara
Hum to hai tum par
Dil se fida yar lelo
Chahe kasam khuda
Sach mano ye galat nahi
Ham hai tumhare bas me
Jitni hai adaye teri kha
Sakta hu utni kasme
Sach mano ye galat nahi
Ham hai tumhare bas me
Jitni hai adaye teri kha
Sakta hu utni kasme
Aji walla nahi hai
Jawab hamara
Hum to hai tum par
Dil se fida yar lelo
Chahe kasam khuda
Hum to hai tum par
Dil se fida yar lelo
Chahe kasam khuda.