Hum Ramchandra Ki Lyrics – Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Hum ramchandar
Ki chandar kal me
Bhi kalank dikhlate hai
Nari ke aasuo se likhi
Ramayan tumhe sunate hai
In taro se angaro ki
Jhankar nayi sunwate hai
Ye salok nahhi hai atyacharo ke
Admi preet hum gate hai
Bharat ki sitao ke dukhde
Jab tak honge chur nahi
He ram he ram tumhari ramayan
Tab tak hogi sampuran nahi
Sampuran nahi
Bharat ki sitao ke dukhde
Ja bpurush parikshaye lega
Nari me dosh nikalega
Sati par viswas nahi karte
Pati unke agni me dalega
Nari par lanchan ki
Jawala ki lapte hongi puran nahi
He ram he ram tumhari ramayan
Tab tak hogi sampuran nahi
Sampuran nahi
Bharat ki sitao ke dukhde
Dhobhi ki bat me aayenge
Jab ram raj ke nirmata
Dhobhi ki bat me aayenge
Bharat bhawisya ki mata ko
Dhokhe se ban me thukrayenge
Kavi valmiki tab likhne
Valmiki kavi ke likhen
Ka purna nahi hai
He ram he ram tumhari ramayan
Tab tak hogi sampuran nahi
Sampuran nahi bharat
Ki sitao ke dukhde
Jab tak honge chur nahi
He ram he ram tumhari ramayan
Tab tak hogi sampuran nahi
Sampuran nahi bharat
Ki sitao ke dukhde
Purusho ki niti aniti bani chalti hai
Nari ke pawan jiwan ko chalti hai
Soshan ki sabhayta
Ki sandhta dhalti hai
Jab swayam jwala me
Jagdambe jalti hai
Jwala me jagdambe jalti hai
Jagdambe jalti hai.