Hum Pyar Karenge Lyrics – Kavita Krishnamurthy, Sukhwinder Singh
Rut piya milan ki aayi
Baaji kahi sehnaai
Rut piya milan ki aayi
Kis mushkil se aaj mile
Hai thodi si tanhai
Kis mushkil se aaj mile
Hai thodi si tanhai
Jee bhar ke saajan
Ka deedar karenge
Jee bhar ke saajan
Ka deedar karenge
Jaa udjaa natkhat panchhi
Ke hum pyaar karenge
Jee bhar ke saajan
Ka deedar karenge
Jaa udjaa natkhat panchhi
Ke hum pyaar karenge
Jee bhar ke saajan
Ka deedar karenge
Zarne main zain aaye
Ye bhed jale jaane
Ya jaagan bhar kaaye
Janam janam ki pyaas hain
Kaise palbhar main mita jaaye
Janam janam ki pyaas hain
Kaise palbhar main mita jaaye
Ye toh utani aur bhdhegi
Jitani koi bujhaye
O deewane tu sab jaane
Dil jab kahi lagaye
Do naina ik dil par
Jab vaar karenge
Do naina ik dil par
Jab vaar karenge
Jaa udjaa natkhat panchhi
Ke hum pyaar karenge
Jee bhar ke saajan
Ka deedar karenge
Hai preet ki reet ye nyaari
Jisne bhi ki dil daari
Sukh chain kyaa man ka lute
Man uspe kiya bal haari
Aaj sajan se hamne
Milan ki yunki taiyaari
Aaj sajan se hamne
Milan ki yunki taiyaari
Aankho main masti bharli hain
Seene main chingaari
Ek meethi si aag main
Do dil chalenge bari bari
Jeene ka marne
Ka ikraar karenge
Jeene ka marne
Ka ikraar karenge
Jaa udjaa natkhat panchhi
Ke hum pyaar karenge
Jee bhar ke saajan
Ka deedar karenge
Rut piya milan ki aayi
Baaji kahi sehnaai
Rut piya milan ki aayi.