Hum Pyaar Karne Lage Lyrics

in

"Hum Pyaar Karne Lage" Song Details:

Album/Label: Dhun (1991)
Singer(s):Talat Aziz
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Saregama
Release on:31st December, 1991

Hum Pyaar Karne Lage Lyrics – Talat Aziz

Phoolo ke is shaher mein
Kaanto se darne lage
Aaye na koi idhar
Hum pyaar karne lage
Hum pyaar karne lage
Sapno ke is shaher
Yun dil machlne lage
Aaye na koi idhar
Hum pyaar karne lage
Hum pyaar karne lage

Yeh pyaar kyacheez hain
Bolo tumhe pata
Dekhi hain kisne hawa
Dekha hain kisne khuda
Yeh pyaar kyacheez hain
Bolo tumhe pata
Dekhi hai kisne hawa
Dekha hain kisne khuda
Kuchh soche smjhe bina
Hum tumpe marne lage
Aaye na koi idhar
Hum pyaar karne lage
Hum pyaar karne lage

Zulfo ke saaye tale
Hum aaj so jaayenge
Tumko laga kar gale
Hum aaj kho jaayenge
Zulfo ke saaye tale
Hum aaj so jaayenge
Tumko laga kar gale
Hum aaj kho jaayenge
Jaise guzarte hai pal
Yun din guzarne lage
Aaye na koi idhar hum
Pyaar karne lage
Hum pyaar karne lage

lyricsbogie.com
Aankho se tumne
Kabhi koi ishaara kiya
Baahon se tumne
Kabhi humko sahara diya
Aankho se tumne
Kabhi koi ishaara kiya
Baahon se tumne
Kabhi humko sahara diya
Haaye bade zor se
Yeh dil dhadakne lage
Aaye na koi idhar
Hum pyaar karne lage
Hum pyaar karne lage

Sapno ke is shaher
Yun dil machlne lage
Aaye na koi idhar hum
Pyaar karne lage
Hum pyaar karne lage
Hum pyaar karne lage
Hum pyaar karne lage.

Hum Pyaar Karne Lage Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.