Hum Lutne Aaye Hai Lyrics – Aziz Nazan, Jaani Babu Qawwal
Kiya tha tumse jo wada
Nibha diya hamne
Are tumhari bazm
Me aakar dikha diya hamne
Ab isse aage jo
Hona hai wo bhi sun lijiye
Or uske bad jo
Karna hai sokh se kijiye
Ke hum lutne aaye
Hai hum lut ke jayenge
Ke hum lutne aaye
Hai hum lut ke jayenge
Is husn ki mahfil ko
Har ruh ko har dil ko
Har ruh ko har dil ko
Aankho ke tarano ko
Sanso ke tarano ko
Dhadkan ke khazano ko
Dhadkan ke khazano ko
Chand sitaro ko
Chand sitaro ko
Rangin baharo ko
Rangin baharo ko
Hum lutne aaye hai
Hum lut ke jayenge
Hum lutne aaye hai
Hum lut ke jayenge
Ho jal bichaye the
Rashte me rakibo ne
Rashte me rakibo ne
Nakam kiya unko
Khud unke nasibo ne
Ho khud unke nasibo ne
Hum unke mukabil the
Wo jan nahi paye
Wo jan nahi paye
Or kis rang me dube hai
Pahchan nahi paye
Hame pahchan nahi paye
Pachtayenge wo
Pachtayenge wo
Kya jab hosh me aayenge
Aayenge
Hum lutne aaye hai
Hum lut ke jayenge
Hum lutne aaye hai
Hum lut ke jayenge
Mahfil ka har ek
Jalwa jagir hamari
Jagir hamari
Ho khwab kisi ka
Bhi tabir hamari
Tabir hamari
Apna bhi to kuch hak hai
Gulshan ki baharo par
Shadab najaro par
Phoolo ki kataro par
Israt ke fasano par
Rahat ke jamano par
Dunia ki massrat par
Dharti ke khazano par
Faili hui janjire kuch
Kam na aayegi
Tani hui shamshaire
Kuch kam na aayengi
Pahre ki hakimat kya
Tum khud hi samjh loge
Hai raze hakikat hai
Tum khud hi samjh loge
Utre hue chehro ko
Utre hue chehro ko
Aayina dikhayenge
Jis shan se aaye hai
Us shan se jayenge
Hum lutne aaye hai
Hum lut ke jayenge
Hum lutne aaye hai
Hum lut ke jayenge.