Hum Laakh Chupaye Pyaar Magar Lyrics – Asha Bhosle, Kumar Sanu
Hum lakh chupaye paayar magar
Duniya ko pata chal jayega
Lekin chup chup ke milne se
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega
Hum lakh chupaye paayar magar
Duniya ko pata chal jayega
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega
Hum lakh chupaye paayar magar
Tum kitne bhole bhale ho
Har baat ko khel samjhte ho
Mein jab duniya ki kehti hoon
Tum apne dil ki kehte ho
Yeh pyaar hamara rab jane
Yeh pyaar hamara rab jane
Jane kya rang layega
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka mazaa to aayega
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka mazaa to aayega
Hum lakh chupaye paayar magar
Yeh maast hawa mehki yeh fiza
Aankhon mein nasha sa chahta hai
Ek rang khushi ka aata hai
Ek rang khushi ka jata hai
Yeh meetha meetha dard mujhse
Yeh meetha meetha dard mujhse
Din raat yuhi tadpayega
Lekin chup chup ke milne se
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega
Hum lakh chupaye paayar magar
Tum in baahon ke ghere mein
Ankhe band kar ke so jao
Kal kya hoga bhol ke tum
Meethe sapno mein kho jao
Mein rakhwala is tanman ka
Mein rakhwala is tanman ka
Jo hoga dekha jayega
Lekin chup chup ke milne se
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega
Hum lakh chupaye paayar magar
Duniya ko pata chal jayega
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega
Lekin chup chup ke milne se
Milne ka maza to aayega.