Hum Is Paar Lyrics – Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Unch neech kabhi bhi
Ishq ne nahi jana hain
Do chahne walo ko juda
Karna dastur purana hain
Phir bhi hum tum milke rahenge
Koi rok sake to rok le apne pyar ko
Hum is par tum us par
Bich mein duniya ki deewar
Hum is par tum us par
Bich mein duniya ki deewar
Phir bhi hum tum milke rahenge
Phir bhi hum tum milke rahenge
Koi rok sake to rok le apne pyar ko
Hum is par tum us par
Bich mein duniya ki deewar
Hum is par tum us par
Bich mein duniya ki deewar
Pyar ka dusman hain sara jamana
Dil ka koi mol na isne jana
Pyar ka dusman hain sara jamana
Dil ka koi mol na isne jana
Paiso ko paise wale
Paiso se ho jodenge
Ye tay hai ki dil wale
Mar kar bhi milna nahi chodenge
Har mahfil mein hum yahi kahenge
Koi rok sake to rok le apne pyar ko
Hum is par tum us par
Bich mein duniya ki deewar
Hum is par tum us par
Bich mein duniya ki deewar
Bahut bade hai aap uncha ohda hain
Aap ke har rishte mein ek sauda hain
Bahut bade hain aap uncha ohda hain
Aap ke har rishte mein ek sauda hain
Aap hire panno se apni tijori bharte hain
Hum deewane lekin pyar mein
Jite hain aur marte hain
Pyar kiya hain pyar karenge
Koi rok sake to rok le apne pyar ko
Hum is par tum us par
Bich mein duniya ki deewar
Hum is par tum us par
Bich mein duniya ki deewar
Jaha na ho izzat koi
Ghar aaye mehman ki
Aisi daulat se nafrat hain
Lanat aisi shan ki
Lanat aisi shan ki
Hamko to bas rahna hain
Ab teri hi baho mein
Duniya phool bichaye chahe
Kate bikhere apni raho mein
Phir bhi hum tum milke rahenge
Phir bhi hum tum milke rahenge
Koi rok sake to rok le apne pyar ko
Hum is par tum us par
Bich mein duniya ki deewar
Hum is par tum us par
Bich mein duniya ki deewar.