Hum Duniya Ke Lyrics – Khan Mastana
Hum duniya ke anndata hai
Aur dharti mata ke sathi
Hum duniya ke anndata hai
Hum duniya ke anndata hai
Sawan ki sawan ki
Ghangor ghataye
Jab se sokar sathi hai
Sawan ki sawan ki
Ghangor ghataye
Jab se sokar sathi hai
Jab pyasi dharti ke hone
Alag tirath kali hai
Hum sab bhi mehnat karte
Hum sab bhi pasina bahate hai
Hum sab bhi bukhe marte hai
Hum sab bhi bukhe marte hai
Hum sab bhi bukhe marte hai
Hum duniya ke anndata hai
Jab suraj aag ugalta hai
Aur garam hawaye chalti hai
Jab khet sunheri hote hai
Gehu ki bale falti
Hum sab bhi mehnat karte
Hum sab bhi bukhe marte hai
Hum sab bhi bukhe marte hai
Hum sab bhi bukhe marte hai
Hum duniya ke anndata hai
Dharti se sona ugata hai
Dharti se sona ugata hai
Dharti se chandi ugati hai
Dharti se chandi ugati hai
Dhanwale sab mil jate hai
Aur hum munh takte rehte hai
Aur hum munh takte rehte hai
Hum duniya ke anndata hai
Aur dharti mata ke sathi
Hum duniya ke anndata hai
Hum duniya ke anndata hai.