Hum Banjare Dil Nahi Dete Lyrics – Devaki Pandit, Lata Mangeshkar
Hum banjare dil nahi
Lete dil nahi dete
Jaan lete hai aji jaan lete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosti ka imthan lete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosti ka imthan dete hai
Hum banjare dil nahi
Lete dil nahi dete
Jaan lete hai aji jaan lete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosti ka imthan lete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosti ka imthan dete hai
Hum phool hai hum pathar nahi hai
Aashik hai hum saudagar nahi hai
Hum phool hai hum pathar nahi hai
Aashik hai hum saudagar nahi hai
O tere dilwar nahi hai
Hamse koi juth na bole
Ham sach man lete hai
Sach man lete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosti ka imthan dete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosti ka imthan dete hai
Humse na khelo ankh micholi
Hum jante hai ankho ki boli
Humse na khelo ankh micholi
Hum jante hai ankho ki boli
Gori sajan ki holi
Andar kya hai bahar kya
Surat se pahchan lete hai
Pahchan lete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosti ka imthan dete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosti ka imthan dete hai
Jab hum kisi se karte hai wada
Wada ki kimat jaan se jayada
Jab hum kisi se karte hai wada
Wada ki kimat jaan se jayada
Mar jate hai mit jate hai
Jab bhi hum juban dete hai
Juban dete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosto ka imthan dete hai
Dosti ka imthan lete hai
Dosti ka imthan dete hai
Hum banjare dil nahi
Lete dil nahi dete
Jaan lete hai aji jaan lete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosti ka imthan dete hai
Dosto ka imthan lete hai
Dosti ka imthan dete hai.