Ho Mairi Lyrics – Sukhwinder Singh
Sagar mein naiya hain jaise
Iss jag mein nari hain waise
Dono ki kahani hain sangars bhari
Dono ki kahani hain sangars bhari
Sagar mein naiya hain jaise
Iss jag mein nari hain waise
Dono ki kahani hain sangars bhari
Dono ki kahani hain sangars bhari
Ho mairi ho mairi
Jo naiya majdhar mein
Chhod ke maji jaaye re
Wo toofani lehro mein
Geeri thapede khaye re
Apna parichay bete se
Jo mata na keh sake
Wo izzat se logo ki
Basti mein na reh sake
Mamta ki peeda sagar se gehri
Mamta ki peeda sagar se gehri
Ho mairi ho mairi
Paar kare jo logo ko
Usne paar nahin paya
Jo sabka aadhar bani
Khud aadhar nahin paya
Pyar sikhaya hain jisne
Uske hisse pyar nahin
Jeevan dene wali ko
Jeene ka adhikar nahin
Yeh zalim duniya patthar ki nagri
Yeh zalim duniya patthar ki nagri
Ho mairi ho mairi
Sagar mein naiya hain jaise
Iss jag mein nari hain waise
Dono ki kahani hain sangars bhari
Dono ki kahani hain sangars bhari
Ho mairi ho mairi.