Hazaaron Khwahishein Aisi Lyrics – Jagjit Singh
Har khwaahish pe dum nikale
Bahot nikale mere armaan, lekin phir bhi kam nikale
Nikalana khud se aadam ka sunate aaye hai lekin
Bahot beaabaru hokar tere kuche se hum nikale
Mohabbat mein nahi hai fark jine aur marane ka
Mohabbat mein nahi hai fark jine aur marane ka
Usiko dekhakar jite jis kaafirate dum nikale
Hazaaron khwaaishein aisi ke
Har khwaahish pe dum nikale
Bahot nikale mere armaan,
Lekin phir bhi kam nikale
Khuda ke waaste parda nakaabi se utha jaalim
Khuda ke waaste parda nakaabi se utha jaalim
Kahin aisa na ho yuun hi wahin kaafir sanam nikale
Har khwaahish pe dum nikale
Bahot nikale mere armaan,
Lekin phir bhi kam nikale
Kahaan maikhaane ka darwaaja gaalib aur kahaan waaiz
Kahaan maikhaane ka darwaaja gaalib aur kahaan waaiz
Par itana jaanati hai kal woh jaata tha ke hum nikale
Hazaaron khwaaishein aisi ke
Har khwaahish pe dum nikale
Bahot nikale mere armaan,
Lekin phir bhi kam nikale
Hmm hmm hmm hmm………