Haye Zalim Lyrics – Naseem Akhtar, Feroz Nizami
Haye zalim haye zalim
Haye zalim tune pee hi nahi
Tune pee hi nahi
Haye zalim
Sharab mein hai maza kya
Sharab mein hai maza kya
Teri bala jane
Sharab mein hai maza kya
Teri bala jane
Na pee ho jisne kabhi
Iski kadar kya jane
Na pee ho jisne kabhi
Iski kadar kya jane
Suna hai milti hai marne ke
Baad jannat mein
Suna hai milti hai marne ke
Baad jannat mein
Magar chupi hai
Wo jannat kaha khuda jane
Haye zalim
Haye zalim haye zalim
Haye zalim haye zalim
Tune pee hi nahi
Tune pee hi nahi
Haye zalim
Kisne paida kiya
Ye sabed rang ka billur
Kisne paida kiya
Ye sabed rang ka billur
Kisne paida kiya
Angur ke usi ras ko
Angur ke usi ras ko
Sharab kahte hai
Angur ke usi ras ko
Sharab kahte hai
Khuda ki chiz ko
Pagal azab kehte hai
Haye zalim ha haye zalim
Tune pee hi nahi
Tune pee hi nahi
Haye zalim
Hai tere pehlu mein
Sahi bi aur sharab bhi hai
Hai tere pehlu mein
Sahi bi aur sharab bhi hai
Ghata hai chhai hui
Ghata hai chhai hui
Sar pe aaftab bhi hai
Kise khabar hai ke
Saki ho kal sharab na ho
Kise khabar hai ke
Saki ho kal sharab na ho
Ye dono ho bhi to
Sayad tera jabab na ho
Haye zalim ha haye zalim
Haye zalim haye zalim
Haye zalim
Tune pee hi nahi
Tune pee hi nahi
Haye zalim.