Hawa Sard Hai Lyrics – Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Hawa sard hai khidki band kar lo
Hawa sard hai khidki band kar lo
Band kamre mein
Band kamre mein chahat buland kar lo
Paas baitho
Paas baitho zara baaten chand kar lo
Band kamre mein chahat buland kar lo
Band kamre mein chahat buland kar lo
Dil mein pyas hai dhadkanen jawaan
Surmai ghata shabnami sama
Dil mein pyas hai dhadkanen jawaan
Aaise hum bhala ab duur kyon rahe
Milke judaai ka yeh dard kyon sahe
Chhu ke gulaabi labon ko chhane laga hai nasha
Baahon mein aake teri kyon aane laga hai mazaa
Apani nigaahon mein nazar band kar lo
Paas baitho zara baaten chand kar lo
Paas baitho zara baaten chand kar lo
Band kamre mein chahat buland kar lo
Band kamre mein chahat buland kar lo
Sirf hum yahaan teesra nahi
Beet jaaye na waqt yeh haseen
Sirf hum yahaan teesra nahi
Beet jaaye na waqt yeh haseen
Durri nahi koi dono ke darmayaan
Kismat se hai mila mauka yeh dilruba
Yeh mere dil ki sadaa hai mujhko gale se laga
Saanson mein tujhko basa lu
Aa meri baahon mein aa
Husn ke jalwon ko tum pasand kar lo
Hawa sard hai khidki band kar lo
Hawa sard hai khidki band kar lo
Band kamre mein chahat buland kar lo
Band kamre mein chahat buland kar lo
Hawa sard hai khidki band kar lo
Hawa sard hai khidki band kar lo
Band kamre mein chahat buland kar lo
Band kamre mein chahat buland kar lo.