Hari Sumiran Sukh Dayi Lyrics – Manna Dey
Om hari om
Hari sumiran sukh dayi sukh dayi
Hari sumiran sukh dayi sukh dayi
Hari sumiran sukh dayi
Paap vinashni pooja parbhu ki
Paap vinashni pooja parbhu ki
Bhakti mein shakti smayi
Hari sumiran sukh dayi sukh dayi
Hari sumiran sukh dayi
Marke mukti paayi
Hari sumiran sukh dayi
Hiranayksh ne hari ke haatho
Marke mukti paayi
Hua asur samrat hirany kashipu
Uska laghu bhai
Putr hiranya kahipu ka
Tha prahlaad sabhi ka pyaara
Jiske man mein bahi
Param pawan adig bhakti ki dhaara
Ho gaye praytn abhi nishphal
Prahlaad ka nat na ho paaya
Apne bete ka vadh karne tab
Sawyam hirany kashipu aaya
Aur wo prahlaad se bola
Kaha hai tera vushnu
Saamne kyun nahi aata
Kan kan mein hari samye hai
We bina bulaye aate hai
Kan kan mein hari samye hai
We bina bulaye aate hai
Bhakto par jab sankat aata
We wahi pragat ho jaate hai
Bhaj man narayan
Bhaj man narayan narayan hari hari
Bhaj man narayan narayan hari hari
Danavpati prahlaad par karne chala prahaar
Tabhi khamb ko chir kar hua narshig avtaar
Na pashu hai na manushy hai
Vichitra yeh rahasy hai
Vichitra yeh rahasy hai
Na astra hai na shastra hai
Narsingh prabhu nirastra hai
Narsingh prabhu nirastra hai
Na din hai aur na raat hai
Timir aur jyoti saath hai
Na sury chandr ki kiran
Na jal na thal na hai gagan
Na jal na thal na hai gagan
Vasundra ke vaksh si dehri ke kaksh ki
Jaan jaan den ka sahrir danvendr ka
Nakor se pet phad ke hirany kashipu
Ka vadh kiya
Bolo narshima bhagwan ki jai
Bhakt ki raksha karne ko
Jo narshingh roop dhare
Wahi prabhu dukh ke
Sagar se sanko paar akre
Vishnu puran sune jo koi
Wo bhaw sindhu tare
Keshv kripa sindhu karunamay
Jai jagdish hare hare
Gaao re gun gaao hari ke
Jo dukh dur kare hare
Gaao re gun gaao hari ke
Jo dukh dur kare hare
Gaao re gun gaao hari ke
Jo dukh dur kare hare
Jai jagdish hare hare
Jai jagdish hare hare.