Haqeeqat Hain Lyrics – Sadhana Sargam, Udit Narayan
To baat na badhao
Raksat karo ye ranjis
Aao kareeb aao
Haqeeqat hai haqeeqat se
Nahin inkar karti hoon
Haqeeqat hain haqeeqat se
Nahin inkar karti hoon
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karti hoon
Haqeeqat hai haqeeqat se
Nahin inkar karti hoon
Tamanna ek hain dil mein
Tujhe apna bana ne ki
Tamanna ek hain dil mein
Tujhe apna bana ne ki
Kisi sach ko nahin hoti
Zaroorat kasam khane ki
Aji sun lo dile jajbaat
Ka izhaar karti hoon
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karti hoon
Haqeeqat hai haqeeqat se
Nahin inkar karti hoon
Nahin darta zamane se
Ye aaj ikrar karta hoon
Nahin darta zamane se
Ye aaj ikrar karta hoon
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karta hoon
Nahin darta zamane se
Ye aaj ikrar karta hoon
Zamane ka hai kya
Ye kab kisi ko ras aata hain
Zamane ka hai kya
Ye kab kisi ko ras aata hain
Irade nek agar ho to
Khuda bhi maan jata hain
Ye elaane mohabbat hain
Share bazaar karta hoon
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karta hoon
Nahin darta zamane se
Ye aaj ikrar karta hoon
Phoolo ka dua hota hain
Tere muskurane se
Phoolo ka dua hota hain
Tere muskurane se
Mahek see fail jati hain
Zara najdik aane se
Nasha chha jaaye hai jab
Tumse aankhen chaar karti hoon
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karti hoon
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karta hoon
Tumhi se pyar karti hoon
Tumhi se pyar karta hoon.