Hans Hans Ke Haseeno Lyrics – Lata Mangeshkar
Hans hans ke haseeno
Se nazar chaar kiye ja
Jo bhi kare pyaar
Usse pyaar kiye ja
Hans hans ke haseenon
Se nazar chaar kiye ja
Jo bhi kare pyar
Usse pyaar kiye ja
Lachkati hui baahe
Bijli si giraati hui
Khaamosh nigaahe
Ye zulf ye abru ye
Lachkati hui baahen
Bijli si giraati hui
Khaamosh nigaahen
Hai taaqat-e-deedaar
To deedaar kiye ja
Hans hans ke haseeno
Se nazar chaar kiye ja
Jo bhi kare pyaar
Usse pyaar kiye ja
Hans hans ke haseenon
Se nazar chaar kiye ja
Jo bhi kare pyaar
Usse pyaar kiye ja
Laazim hai mohabbat
Mein lagaavat bhi ada bhi
Ulfat mein mile kuchh to
Tadapne ka maza bhi
Laazim hai mohabbat
Mein lagaavat bhi ada bhi
Ulfat mein mile kuchh to
Tadapne ka maza bhi
Iqraar kiye ja kabhi
Inkaar kiye ja
Hans hans ke haseenon
Se nazar chaar kiye ja
Jo bhi kare pyaar
Usse pyaar kiye ja
Hans hans ke haseenon
Se nazar chaar kiye ja
Jo bhi kare pyaar
Usse pyaar kiye ja
Har ek ada husn ki
Aankhon mein basa le
Seene mein zara ishq
Ka toofaan jaga le
Soyi hui taqdeer
Ko bedaar kiye ja
Hans hans ke haseenon
Se nazar chaar kiye ja
Jo bhi kare pyaar
Usse pyaar kiye ja
Hans hans ke haseenon
Se nazar chaar kiye ja
Jo bhi kare pyaar
Usse pyaar kiye ja.