Hamesha Lyrics – Ali Haider
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Haan main tumhara
Hamesha
Yehi tum kaho
Haan main tumhara
Hamesha
Yehi tum kaho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Iss pyaar mein
Der kitni sahi
Mil sake jo na
Kaisa raasta
Kitna bhi mushkil sahi
Miley kinare se nadiya
Woh chehra buno
Haan main tumhara
Hamesha
Yehi tum kaho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Jitna dard hai
Utna chain bhi
Jalne mein kitna mazaa
Ek aas mein
Kitni pyaas hai
Kahan chhupi hai wafaa
Kuch na sunake
Kaha jo
Woh dhun kaho
Haan main tumhara
Hamesha
Yehi tum kaho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Haan main tumhara
Hamesha
Yehi tum kaho
Haan main tumhara
Hamesha
Yehi tum kaho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho.