Hain Maa Khuda Lyrics – Alka Yagnik, Kishore Kumar, Manna Dey
Hai maa khuda to nahin
Tu magar main
Jaha bhi rahu tu mere sath hain
Hai maa khuda to nahin
Tu magar main
Jaha bhi rahu tu mere sath hain
O jaise ho rehmat ka badal koi
Jaise ho rehmat ka badal koi
Teri mamta ke aanchal ki kya baat hain
Hai ma khuda to nahin tu magar main
Jaha bhi rahu tu mere sath hain
Tu mere sath hain tu mere sath hain
Is zamee ke tale band aankhe teri
Is zamee ke tale band aankhe teri
Aaj bhi chum jati hain chehara mera
Ha ye chehara mera ho
Ye chehara mera
Aaj bhi raat ko roz sunta hain dil
Aaj bhi raat ko roz sunta hain dil
Dhadkano mein teri loriyo ki sada
Loriyo ki sada loriyo ki sada
Maa ghar se jo niklu to lagta hain yun
Ghar se jo niklu to lagta hain yun
Jaise baho ko thame tera hath hain
Hain ma khuda to nahin
Tu magar main
Jaha bhi rahu tu mere sath hain
Hain maa khuda to nahin
Tu magar main
Jaha bhi rahu tu mere sath hain
Jaise ho rehmat ka badal koi
Jaise ho rehmat ka badal koi
Teri mamta ke aanchal ki
Kya baat hain
Tu pyar ka diya hain
Main zindagi ka rahin
Tu pyar ka diya hain
Main zindagi ka rahin
Teri hi jyot pakar jagmag
Nagar hain man ka
Jagmag nagar hain man ka
Jagmag nagar hain man ka
Mujhme basi hain
Aisi khushboo teri dua ki
Ha mujhmein basi hain
Aisi khushboo teri dua ki
Jeevan mehak raha hain
Ya phool hain chaman ka
Ya phool hain chaman ka
Ya phool hain chaman ka
Naujawani sitaro bhari raat hain
Hain maa khuda to nahin tu magar main
Jaha bhi rahu tu mere sath hain
Jaise ho rehmat ka badal koi
Jaise ho rehmat ka badal koi
Teri mamta ke aanchal ki kya baat hain
Hain ma khuda to nahin tu magar main
Jaha bhi rahu tu mere sath hain
Tu mere sath hain tu mere sath hain.