Hai Waqt Ek Aisa Lyrics

in

"Hai Waqt Ek Aisa" Song Details:

Album/Label: Sarhadein: Music Beyond Boundaries (2011)
Singer(s):Rekha Bhardwaj
Lyricist(s):Javed Akhtar
Composer(s):Mayuresh Pai
Music Director(s):Mayuresh Pai
Genre(s):Sufi
Music Label:© Saregama
Starring:Lata Mangeshkar, Mehdi Hassan, Ghulam Ali, Usha Mangeshkar, Suresh Wadkar, Harìharan, Sonu Nigam, Rekha Bharadwaj
Release on:31st January, 2011

Hai Waqt Ek Aisa Lyrics – Rekha Bhardwaj

Aap ke husn ka lafzo
Mein baya kaise ho
Aap ke husn ka lafzo
Mein baya kaise ho
Shayari par mujhe
Shayari par mujhe ab
Itana gumaan kaise ho
Aap ke husn ka lafzo
Mein baya kaise ho

Rango se aapki tasveer
To ban sakti hain
Rango se aapki tasveer
To ban sakti hain
Rang har lamha jo badle
Woh sama kaise ho
Rang har lamha jo badle
Woh sama kaise ho
Shayari par mujhe ab
Itana gumaan kaise ho
Aap ke husn ka lafzo
Mein baya kaise ho

Woh koi aapka chahu
To bana sakta hun
Woh koi aapka chahu
To bana sakta hun
Waqt ki saath woh bhut
Aur jawaan kaise ho
Waqt ki saath woh bhut
Aur jawaan kaise ho

lyricsbogie.com
Aapke dar pe sawaali
Hun na jaane kab se
Aapke dar pe sawaali
Hun na jaane kab se
Ek din puchhato
Lete yahan kaise ho
Ek din puchhato
Lete yahan kaise ho
Shayari par mujhe
Shayari par mujhe ab
Itana gumaan kaise ho
Aap ke husn ka lafzo
Mein baya kaise ho
Hai waqt ek aisa sehara
Jiske hain din raat mein kaate
Hai waqt ek aisa sehara
Jiske hain din raat mein kaate
Har ek aye zakhme ka
Har ek aye zakhme ka
Hain harkadam
Haalat mein kaate
Hai waqt ek aisa sehara
Jiske hain din raat mein kaate

Nahi ho tum to
Har ek phool jaise
Zakhm lagta hain
Nahi ho tum to
Har ek phool jaise
Zakhm lagta hain
Nahi ho tum to
Har ek phool jaise
Zakhm lagta hain
Tumhare bin tumhare bin
Tumhare bin
Baraste hain yahan
Barsaat mein kaante
Tumhare bin
Baraste hain yahan
Barsaat mein kaante

Molla…molla…
Azab ye hainazab ye hain
Azab ye hain
Ghazab ye hain ki jinke lambe
Unche ka ghuma ghuzre
Ghuma ghuzreghuma ghuzre
Ghuma ghuzre…
Ghazab ye hain ki jinke lambe
Unche ka ghuma ghuzre
Jo unse baat ki
Jo unse baat ki
Jo unse baat ki to paaye unki
Baat mein kaante
Jo unse baat ki to paaye unki
Baat mein kaante

Bulaaya dono ko usne
Chaman mein pa ye lagta thaa
Bulaaya dono ko usne
Chaman mein pa ye lagta thaa
Bulaaya dono ko usne
Chaman mein pa ye lagta thaa
Khud ki baat mein
Khud ki baat mein
Khud ki baat mein tul
Meri baat mein kaate
Khud ki baat mein tul
Meri baat mein kaate

Har ek aye zakhme ka
Har ek aye zakhme ka
Hain harkadam haalat mein kaante
Hai waqt ek aisa sehara
Jiske hain din raat mein kaante.

Hai Waqt Ek Aisa Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.