Hai Jag Mein Jiska Naam Amar Lyrics – Manna Dey
Bolo siyavar ramchandar ki jai
Hai jag mein jiska naam amar
Us raghuwar ke gum gata hu
Insano me bhagwan tha jo
Us ram ki katha sunata hu
Insano me bhagwan tha jo
Us ram ki katha sunata hu
Dasrath ke ghar me janam liya
Toda shivdanush sawayamwar me
Raj tilak ka din aaya
Banwas mila apne ghar me
Tab panchwati me ek roz
Sone ka ek hiran aaya
Jab ram chale uske piche
Ravan sita ko har laya
Jab ram chale uske piche
Ravan sita ko har laya
Satya ka naam
Bhitara bahar sab jagah
Base hai sita ram
Bolo siyavar ramchandar ki jai
Sita darshan pane ke liye
Mandir mandir ke man me bhatke
Sab ko bhatkane wala wahi
Sita ke bin van van bhatke
Raja ko banaya vanwasi
Dekho ishwar kimaya
Jisko chal na saka koi bhi
Sone ke hiran ne bharmaya
Jisko chal na saka koi bhi
Sone ke hiran ne bharmaya
Raghuwar ka jab dukh badha
Chale veer hanuman
Ja pahuche lanka puri
Karte parbhu ka dhyan
Bol bajrangbali ki jai
Phulo ki ek watika me
Wanar ne dekha sita ko
Jakar parbhu ka sandesh diya
Jag janni kunj punita ko
Tab meghnath ne ja apkda
Or punch me aag laga dali
Us agni se bajrangi ne
Sab lanka rakh bana dali
Us agni se bajrangi ne
Sab lanka rakh bana dali
Ram nam hai punya ka
Rawan pap ka nam
Dono ke sangram ka
Ab dekho parinam
Bolo siyavar ramchandar ki jai
Jab teer chale sachai ke
Aakhir to burayi har gayi
Aur ram ki sena naw bian
Pal bhar me sagar par gayi
Das shish the jiske sar pe
Aur mauj rahi jiske ghar ban dasi
Ek teer se mar gaya
Koi sidha sacha banwasi
Ek teer se mar gaya
Koi sidha sacha banwasi.