Hai Agar Dushman Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Hai agar dushman
Hai agar dushman dushman
Zamana gum
Nahin gum nahin
Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin
Gum nahin koi aaye
Koi aaye koi aaye koi aaye
Koi hum kisise kum
Nahin kum nahin
Zamana gum nahin
Gum nahin koi aaye koi
Hum kisise kum
Nahin kum nahin
Hai agar dushman
Dushman zamana gum
Nahin gum nahin
Hai agar dushman dushman
Kya kare dil ki jalan ko
Is mohabbat ke chalan ko
Jo bhi ho jaaye ke ab to
Sarf banda hai kafun ko
Hum to deewane diljale
Zulm ke saaye mein paley
Daal kar aankhon ko
Tere rukhsaron pe
Roz hi chalte hain
Hum to angaron pe
Aa aa aa aa aa aa aa
Aaj hum jaise
Jigarwale kahan aha
Zakhm khaya hai tab
Huye hain jawaan aha
Teer ban jaaye
Doston ki nazar aha
Ya bane khanjar
Dushmanon ki zubaan aha
Baithe hain tere dar pe
To kuch karke oothenge
Ya tujhko hi le jayenge
Ya marke oothenge
Aaj hum jaise jigarwale kahan
Zakhm khaya hai
Tab huye hain jawaan
Aa aa aa aa aa aa aa
Aaj to duniya
Aaj to duniya duniya
Nahin ya hum nahin
Hum nahin koi aaye koi
Hum kisise kum
Nahin kum nahin
Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin gum nahin
Hai agar dushman dushman
Ho lo zara apni khabar bhi
Ek nazar dekho idhar bhi
Husn wale hi nahin hum
Dil bhi rakhte hain jigar bhi
Jhoom ke rakha jo kadam
Reh gayi zanjeer-e-sitam
Kaise ruk jayenge
Hum kisi chilman se
Zulfon ko bandha hai
Yaar ke daaman se
Aha ha aa aa aa aa aa
Ishq jab duniya ka
Nishana bana aha
Husn bhi khabara
Ke deewana bana aha
Mil gaye rang inn
Aankhon ne jigar aha
Tab kahin rangin
Yeh fasana bana aha
Bhes majnu ka liya
Maine jo laila hokar
Rang laaya hai dupatta
Mere maila hokar
Ishq jab duniya
Ka nishana bana
Husn bhi khabara
Ke deewana bana
Aha ha aa aa aa aa aa aa
Yeh nahin samjho
Yeh nahin samjho samjho
Ke hum mein dum nahin
Dum nahin koi aaye
Aa aa aa aa
Koi aaye koi aaye koi aaye koi
Hum kisise kum
Nahin kum nahin
Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin gum nahin
Hai agar dushman dushman.