Gum Sum Lyrics – Kavita Krishnamurthy
Gum sum gum sum nisha aayi
Maun ke dhago se bun bun kar
Chadar nili layi
Chadar ki komal silwat main
Sanso ki garmayi
Preet jiwant jiwant chhayi
Gum sum gum sum nisha aayi
Maun ke dhago se bun bun kar
Chadare nili layi
Kamna ke rang me range
Aaj ke gahre garbh me
Kamna ke rang me range
Aaj ke gahre garbh me
Niramarm warsha lekar
Sawan bhado barse
Badal ki bhige aachal me
Sanso ki garmayi
Preet jiwant jiwant chhayi
Gum sum gum sum nisha aayi
Maun ke dhagi se bun bun kar
Chadar nili layi
Ashk uthe ek gunj liye
Jharte hai jhar jhar preet
Jharte hai jhar jhar
Par vidhi vihin sangam
Ttaw re adhar
Kape hai thar thar priye
Kape hai thar thar
Niyam todne ka niyam
Niyam todne ka niyam
Aakash aakash path hai
Komal aghar parti aghat
Komal aghar parti aghat
Natak nili nisha ka
Dur artnad ki nadi
Dur artnad ki nadi
Ghat paranand swar kon sone
Jab paya alingan ka sagar
Alingan ka sagar
Jiski alingan me payi
Sanso ki garmayi
Jiwant jiwant chhayi
Gum sum gum sum nisha aayi
Maun ke dhagi se bun bun kar
Chadar nili layi.