Gulshan Mein Tere Jaisa Lyrics – Altaf Raja
Chehra subhah ki lali
Ankhe he matwali
Bahe phoolon ki dali
Sare jamane mein teri tarah jawab nahi
Gulshan mein tere jesa koi gulab nahi
Itni hassen mein ne dekhi kitab nahi
Ravo mein roj mujhse yuhin takrana
Najre milana aur haske sharmana
Sharma ke janewal tera jawab nahin
O sharma ke janewal tera jawab nahin
Gulshan mein tere jesa koi gulab nahi
Itni hassen mein ne dekhi kitab nahi
Teri ada nirali
Chehra subhah ki lali
Ankhe he matwali
Bahe phoolon ki dali
Sare jamane mein teri tarah jawab nahi
Tera chehra takte rehna adat si ho gayi
Khwahisho ke jal bunana fitarat si ho gayi
Zindagi ke sune pan mein rahat si ho gayi
Aisa lagta he tu meri kismat si ho gayi
Mojudagi ab teri jarurat si ho gayi
Jalwon ka tere hamdam koi hisab nahi
Jalwon ka tere hamdam koi hisab nahi
Sharma ke janewal tera jawab nahin
Teri ada nirali
Chehra subhah ki lali
Ankhe he matwali
Bahe phoolon ki dali
Sare jamane mein teri tarah jawab nahi
Ye tamnna he meinri muskurake dekhle
Kuch meinri sun aur apni kuch sunakar dekhle
Mujhko bhi khwabo mein apne tu bula kar dekhle
Ya kisi din sath meinre khud hi aakar dekhle
Chahe jis tarah se bhi tu aazma ke dekhle
Chhodunga sath tera wo mein janab nahin
Chhodunga sath tera wo mein janab nahin
Gulshan mein tere jesa koi gulab nahi
Itni hassen meinne dekhi kitab nahi
Ravo mein roj mujhse yuhin takrana
Najre milana aur haske sharmana
Sharma ke janewal tera jawab nahin
Sharma ke janewal tera jawab nahin
Teri ada nirali
Chehra subhah ki lali
Ankhe he matwali
Bahe phoolon ki dali
Sare jamane mein teri tarah jawab nahi.