Goriye Balliye Kaha Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Goriye baliya kaha le ke chali hai mera dil
Bata jara apna pata jana
Goriye baliya kaha le ke chali hai mera dil
Bata jara apna pata jana
Kahdo unse jaha jaye hamari marzi
Hame koi roke na diwana
Kahdo unse jaha jaye hamari marzi
Hame koi roke na diwana
Hum to chale lambi dagar
Dekhe palat kar apni bhala
Hum to chale lambi dagar
Dekhe palat kar apni bhala
Hum bhi hai rahi tere safar ke
Dekh hame bhi to mud ke jara
Goriye baliya kaha le ke chali hai mera dil
Bata jara apna pata jana
Kahdo unse jaha jaye hamari marzi
Hame koi roke na diwana
Aise bigad kar jate nahi
Bat meri sun to sahi
Aise bigad kar jate nahi
Jinki najar me kuch bhi sharam hai
Karke ishare bulate nahi
Kahdo unse jaha jaye hamari marzi
Hame koi roke na diwana
Goriye baliya kaha le ke chali hai mera dil
Bata jara apna pata jana
Kuch bhi koi kahta chale
Hum to kisi ki bhi sunte nahi
Kuch bhi koi kahta chale
Hum to kisi ki bhi sunte nahi
Ab to chali ho par ye samjh lo
Fir bhi milenge kahi na kahi
Goriye baliya kaha le ke chali hai mera dil
Bata jara apna pata jana
Kahdo unse jaha jaye hamari marzi
Hame koi roke na diwana.