Goriya Tu Lyrics – Abhijeet Bhattacharya, Poornima
Aye dekhun jo palat ke
Jeeya mera bhatke
Jara bach bach ke
Maare jab jhatake goriya tu
Kamar balkha jaaye
Qayamat aa jaaye
Kamar balkha jaaye hey
Qayamat aa jaaye
Aye dekhun jo palat ke
Jeeya mera bhatke
Jara bach bach ke
Maare jab jhatake goriya tu
Kamar balkha jaaye
Qayamat aa jaaye
Kamar balkha jaaye hey
Qayamat aa jaaye
Gori gori baahein gori gori
Hoth mere to hain phoole se
Chhune to de aaj chhune to de
Yaar inhein mujhe bhule se
Dungi main ik roj tujhko
Husn ka gehana
Ab nahi mumkin hain jaan
Door yun rahena
Are babu jara hatake
Neend aayi nahi raat mein
Khoya raha main bhi khoya raha
Jaane jaana teri baat mein
Hosh mein kaise rahein hum
Aise aalam mein
Hain bada mushkil sambhal na
Aise mausam mein
Kali jab japatke
Jeeya mera bhatke
Jara bach bach ke
Maare jab jhatake goriya tu
Kamar balkha jaaye
Qayamat aa jaaye
Kamar balkha jaaye
Qayamat aa jaaye
Dekhun jo palat ke
Jeeya mera bhatke
Jara bach bach ke
Maare jab jhatake goriya tu
Kamar balkha jaaye
Qayamat aa jaaye
Kamar balkha jaaye hey
Qayamat aa jaaye.