Gokul Ki Galiyon Ka Gwala Lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar, Usha Mangeshkar
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kaala
Gokul ki galiyon ka gwala,
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kaala
Kale ne sabko ang lagake
Kaale rang mein rang dala
Gokul ki galiyon ka gwala,
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kaala
Lo chandan ka tika laga do
Lo chandan ka tika laga do
Mohan ko manmohan bana do
Mor mukut isako pehana do
Haathon mein murali pakada do
Murali bana loon muh se laga loon
Aa tohe o brijbala
Gokul ki galiyon ka gwala,
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kaala
Jamuna kinare apana thikana
Jamuna kinare apana thikana
Paniya bharan tu panghat pe aana
Ghunghat mein phir
Yeh mukhada chhupana
Chhedega tujhako saara jamana
Dhamaki deta hai bilkul
Deta hai dhamaki todake mataki
Maakhan churaane wala
Gokul ki galiyon ka gwala,
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kaala
Pakada gaya chhaliya sab dekhe
Bhagega kaise yeh abb dekhe
Pakada gaya chhaliya sab dekhe
Bhagega kaise yeh abb dekhe
Mera dhang mere dhab dekha,
Aaj tamasha sab dekhe
Kisi jatan se nahi kisi ke
Haath mein aanewala
Gokul ki galiyon ka gwala,
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kaala
Kaale ne sabko ang lagaake
Kaale rang mein rang dala
Gokul ki galiyon ka gwala,
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kaala.