Ghazal Par Meri Unhi Lyrics – Shishir Parkhie
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Jinhon ne kabhi mujhko
Musalsal rulaya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Main tera kuchh bhi nahi
Par puchhane de ek sawaal
Main tera kuchh bhi nahi
Par puchhane de ek sawaal
Par puchhane de ek sawaal
Kyaa dil mein tere kabhi
Mujhpe pyaar aaya tha
Kyaa dil mein tere kabhi
Mujhpe pyaar aaya tha
Jinhon ne kabhi mujhko
Musalsal rulaya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Dekhiye rula ke humein
Chala gaya hain woh hi
Dekhiye rula ke humein
Chala gaya hain woh hi
Dekhiye rula ke humein
Dekhiye rula ke humein
Ke humne jise hasna
Kabhi sikhaya tha
Ke humne jise hasna
Kabhi sikhaya tha
Jinhon ne kabhi mujhko
Musalsal rulaya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Bikhar gaya ye ghar tera
To is mein hairat kyaa
Bikhar gaya ye ghar
Tera to is mein hairat kyaa
To is mein hairat kyaa
Sahvret pe tumne kyun
Ghar banaya tha
Sahvret pe tumne kyun
Ghar banaya tha
Jinhon ne kabhi mujhko
Musalsal rulaya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Jinhon ne kabhi mujhko
Musalsal rulaya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha
Ghazal par meri unhi
Hadaso ka saya tha.