Ghar Se Nikalte Hi (Title) Lyrics – Armaan Malik
Ghar se nikalte hi,
Kuch door chalte hi,
Raste mein hai uska ghar,
Pehli dafa maine,
Jab usko dekha tha,
Saansein gayi yeh thehar,
Rehti hai dil mein mere,
Kaise bataun usse,
Main toh nahi keh saka,
Koi bata de usse,
Ghar se nikalte hi,
Kuch door chalte hi,
Raste mein hai uska ghar,
Uski galli mein hai dhali,
Kitni hi shamein meri,
Dekhe kabhi woh jo mujhe,
Khushboo mein itne meri,
Sau aazmaye,
Ja ke usse na,
Kuch bol paaye,
Baithe rahe hum,
Raat bhar,
Jo pass jata hoon,
Sab bhool jata hoon,
Milti hai jab yeh nazar,
Ghar se nikalte hi,
Kuch door chalte hi,
Raste mein hai uska ghar,
Agar woh mile,
Woh raahon mein,
Toh main usse rok lun,
Uske dil mein,
Kya hai chipa,
Ek baar main puch lun,
Par ab wahan woh,
Rehti nahi hai,
Maine suna hai,
Woh ja chuki hai,
Khali pada hai,
Yeh shehar,
Main phir bhi jata hoon,
Sab dohrata hoon,
Shayad mile kuch khabar,
Ghar se nikalte hi,
Kuch door chalte hi,
Raste mein hai uska ghar.