Ghar Apna Bangal Lyrics – Pushpa, Uttara Kelkar, Vani Jairam
Ghar apna bangal
Aur hai bambai me sasural
Dekh ib kya hoga
Hirni jaisi chal
Chal me jadu hai kamal
Dekh ib kya hoga
Ghar apna bangal
Aur hai bambai me sasural
Dekh ib kya hoga
Mera dil bhi janejaa
Hua hai abhi jawa
Nachu mai gali gali
Ho tere jaisa naujawa
Milega mujhe kaha
Sochu mai khadi khadi
Hum pagal behal
Kya kare balma nenital
Dekh ib kya hoga
Hum pagal behal
Kya kare balma nenital
Dekh ib kya hoga
Ghar apna bangal
Aur hai bambai me sasural
Dekh ib kya hoga
Nikali hu ghar se
O ankhiyo ke tir
Phenke koi idhar se
Koi diwana mare siti udhar se
Hoye naina mere hai katar
Banke aaye paharedar
Chhamkchhalo
O raja laga le tu gale
Jawani jaipur ki mere yaar
Chunri us par chhapedar
Chhamkchhalo
O raja laga le tu gale
Jawani jaipur ki mere yaar
Hum teri mehfil se khali
Hath kaise jayenge
Ya hume tadpao tum
Ya hum tumhe tadpayenge
Ya hume tadpao tum
Ya hum tumhe tadpayenge
Hum teri mehfil se
Khali hath kaise jayenge
Ya hume tadpao tum
Ya hum tumhe tadpayenge
Ya hume tadpao tum
Ya hum tumhe tadpayenge
Dur se kaise bhala
Hum pyar ki bate kare
Fasle ghat jayenge kuch
Tum chalo kuch hum chale
Kuch tum chalo kuch hum chale
Hai maza jab pyar me
Tum bhi chalo hum bhi chale
Faisla ho kuch to aakhir
Tum maro ya hum mare
Aji tum maro ya hum mare
Is tarha kab tak bhala
Do dil yu hi takrayenge
Ya hume tadpao tum
Ya hum tumhe tadpayenge
Ya hume tadpao tum
Ya hum tumhe tadpayenge
Pyar ki barbadiyo se
Janeman hum kyu dare
Banda andar aaiye
Kuch pyar ki bate kare
Kuch pyar ki bate kare
Jago dil ko jalaye
Aag wo paida kare
Phunk jaye wo samandar
Hum jaha aahe bhare
Aji hum jaha aahe bhare
Hum to aise yaar hai
Jo pyar par mit jayenge
Ya hume tadpao tum
Ya hum tumhe tadpayenge
Ya hume tadpao tum
Ya hum tumhe tadpayenge
Chhutke sara mal ja fasa kisi aur tu
Banke putla mod pe jaha kahe tod du
Oye hoye tod du
Tere dil ke vich bhad ke baith gaye
Hal dekhan javage
Ya tu sanu bhad dil
Vich ya assi vad javage.