Gham Ko Dil Se Lyrics – Anand Raaj Anand, Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
Ha gham ko dil se kya lagana
Kuchh to samjho samjho kuchh to
Sab hasaye milke tumko ab to has do has do ab to
Kismat ke fasle pe kab kiska jor hai
Uljhe to samjhe bhi ye jivan ki dor hai
Khushiyo se khelo ghamba jhume rakh do
Rakh do ab to
Gham ko dil se kya lagana kuchh to samjho
Samjho kuchh to
Chup hotho pe aankhe bhigi yeh to koi baat nahi
Hasne aur hasane se badke koi saugat nahi
Are chup hotho pe aankhe bhigi ye to koi bat nahi
Hasne or hasane se badke koi saugat nahi
Jara batao humko kab chehre se udasi jayegi
Kon safal hoga hotho pe hansi jab aayegi
Kismat ke fasle pe kab kiska jor hai
Uljhe to samjhe bhi ye jivan ki dor hai
Khushiyo se khelo ghamba jhume rakh do
Rakh do ab to gham ko dil se kya lagana
Kuchh to samjho samjho kuchh to
Girke uthna uthke chalna jivan ka dastur hai
Chehre pe udasi rakhna kab kisko manjur hai
Girke uthna uthke chalna jivan ka dastur hai
Chehre pe udasi rakhna kab kisko manjur hai
Kabhi kabhi lekin jab koi bat purani yaad aaye
Aansu banke moti khud hi palko pe aa jaye
Uljhe to samjhe bhi ye jivan ki dor hai
Khushiyo se khelo ghamba jhume
Kismat ke fasle pe kab kiska jor hai
Uljhe to samjhe bhi ye jivan ki dor hai
Khushiyo se khelo ghamba jhume rakh do
Rakh do ab to
Gham ko dil se kya lagana
Kuchh to samjho, samjho kuchh to
Kismat ke fasle pe kab kiska jor hai
Uljhe to samjhe bhi yeh jivan ki dor hai
Khushiyo se khelo ghamba jhume rakh do rakh do ab to
Gham ko dil se kya lagana
Kuchh to samjho samjho kuchh to.